CHORUS
Senaon Ka Yehowa Hamare Sang Sang Hai
Yakub Ka Parmeshwar Hamara Ooncha Gadh Hai
VERSE 1
Jisne Akash Banaya – Jisne Prithvi Banayi

Jo Sarvashaktiman Prabhu Hai
Woh Yehowa Hamare Sang Sang Hai
CHORUS
Senaon Ka Yehowa Hamare Sang Sang Hai
Yakub Ka Parmeshwar Hamara Ooncha Gadh Hai
Senaon Ka Yehowa Hamare Sang Sang Hai
Yakub Ka Parmeshwar Hamara Ooncha Gadh Hai
VERSE 2
Samundar Ko Jisne Dobhaga – Jangal Se Maarg Nikala

Jo Wayde Ko Karta Hai Poora
Woh Yehowa Hamare Sang Sang Hai
CHORUS
Senaon Ka Yehowa Hamare Sang Sang Hai
Yakub Ka Parmeshwar Hamara Ooncha Gadh Hai
Senaon Ka Yehowa Hamare Sang Sang Hai
Yakub Ka Parmeshwar Hamara Ooncha Gadh Hai
VERSE 3
Lazar Ko Jisne Jilaya – Zakai Ko Jisne Bachaya

Jiske Liye Sabkuch Hai Sambhav